Tuesday, 2 October 2012

नमस्ते |

आज दिनांक 2 अक्टूबर है|
महात्मा गाँधी ka janm diwas |
hamare desh may आज unka janm diwas manaya भी gaya,
HAAN, sarkari khadi wa gramodyog dukaan पर sabhi utpaado may kuch pratishat ki chut thi;
आज ka akhabar भी महात्मा गाँधी को yaad kar raha tha| दैनिक jagran ke pahle page
पर "जेड BLACK प्रीमियम AGARBATTI व धुप" गाँधी के NAAM पर "प्रार्थना स्वीकार" KARWA रहा था;
चौथा PANNA माय SUCHNA व PRASARAN मंत्रालय भी APNA फ़र्ज़ अदा कर रहा था, करना भी चाहिय;
छठे पन्ने पर "उद्द्योग विभाग, झारखण्ड सरकार"; सातवे पर खादी और ग्रामोद्योग आयोग; नववे पर विधुत मंत्रालय भारत सरकार;
DASWE पर " DOCTOR भारत झुनझुनवाला" प्रधानमंत्री की आर्थिक NITIYON KO MAHATMA गाँधी के DRISTRI KON के विपरीत प् RAHE थे ;
CHAUDAHAWA PANNA PURA RESERV था "ओनली FOR गाँधी" JISME झारखण्ड सरकार YEH BATLANE की PRAYATNA कर RAHI THI की USNE
"BAPU के GRAM SWARAJ के SAPNO KO MURTROOP DENE के LIYE ३२ WARSHO के BAAD PANCHAYAT CHUNAO
SAMPANN KARWAYA (BAAT अलग है की VIJAYEE UMMIDWAARON KO UNKA अधिकार अभी नहीं MILA है जिसके CHALTE आये दिन बेचारे RANCHI YA झारखण्ड BAND KARWA DETE है ); सत्रहवे पन्ने पर भी JAGRAN विसेस MEIN BAPU HI थे और NEECHE MEIN RAJYAPAL व MUKHYA MANTRI MAHODAYA KA SANDESH " RASTRAPITA MAHATMA गाँधी के JANMDIWAS के AWSAR पर SAMAST झारखण्ड WASIYON  KO मेरी अनंत मंगल KAMNAYE EWAM BADHAIYAAN"; AAJ UNKE SAMADHI STHAL पर भी KAI NEETA GAYE थे; HAAN HAAN ITALY WALI भी; AISE VIGYAPAN PURE DESH BHAR के AKHBAR MEIN थे;
और JAB SABHI NE ITNA KUCH KIYA है तो MAINE भी SOCHA की MUJHE भी KUCH करना CHAHIYE; SO MAINE EK NAYA BLOG BANA DALA;
और JITNA MAINE गाँधी JI KO PADHA है और SAMJHA है USKE ANUSAR IS MAHAN ATMA की BHATAKTI ATMA KO UPARYUKT KISI भी
BAAT SE EK RATTI BHAR भी KHUSI YA SANTUSTI नहीं MILI HOGI; हमारे BAPU की तो BAS  ITNI IKSHAYE THI KI
1)HINDI RASTRA BHASA HO; की AGAR भारत के DO अलग अलग RAJYA के LOG MILE तो UNKE BOL CHAL KA MADHYAM HINDI HO
2)भारत MEIN SHARAB KHANA BAND HO; NASA MUKTI
3)ANGREJI SIPAHIYON की MAANG पर भारत MEIN GAAYE KO KAATNE के LIYE KHOLE GAYE KATLA KHANE BAND HO
4)ANGREJO DWARA YA AISE KAHE की ANGREJ SAINIKON के LIYE भारत MEIN JAGAH JAGAH VAISYAKHANA KHOLA GAYA था
WO BAND HO
5)SABSE MAHTWAPURN "SWADESHI KA BICHAR"

पर AAJ ITNE SAAL के BAAD भी HINDI की STITHI HAM SAB JANTE है
AAP CHAHE LAKH BUDDHIMAAN HON KISI WISAI KE PANDIT HON AGAR ANGREJI NAHI
AATI TO PHIR AAPKI ZINDAGI NARAK; AISA KYON??? JAPAN, CHINA, FRANCE, GERMANY, DUTCH, RUSSIA,
 SWITZERLAND AISE KUL 180 SE JYADA DESH HAIN JAHA KI UNKI APNI BHASA HAI
; UPAR DIYE UDAHARAN WALE DESH BHI GULAAM THE PAR UNHONE ANGREJI KO NAHI APNAYA PHIR HUM KYUN??
AUR AGAR MAN MAY YE BAAT AAYE KI PHIR HUM SCIENCE AUR MEDICAL SCIENCE KI PADHAI KAISE KARENGE TO
AAPKE LIYE SABSE BADHIYAAN UDAHARAN JAPAN KA HAI JAHA MANAGEMENT, SCIENCE, MEDICAL SCIENCE
AUR TAMAM TARH KI PADHAI JAPANESE MAY HOTI HAI PHIR HAMARI HINDI MEIN KYON NAHI HO SAKTI?
KHAIR IS BAAT PE BAAD MEIN CHARCHA HOGI;

  ; HAMARI सरकार PURI PRAYATNASEEL है की KAM SE KAM DO SARAB KHANA HAREK GAO MEIN
HO KYOKI USSE TAX MILEGE और PHIR
US TAX SE HAMARA HI KALYAN HOGA, THIK है HONA भी CHAHIYE KALYAN MAIN RANCHI MAY RATU ROAD MEIN RAHTA
HOON YAHA IS ROAD PAR HAR 500METER PAR EK
SHARAB KA SHOWROOM HAI, BHAI KHAPAT BHI HAI;
AAP KO JAAN के SHAYAD KHUSI NA HOGI की भारत SABSE SASTA और SABSE ACHA ANGREJI MEIN " CHEAP AND BEST QUALITY"
के GAO MANS EUROPE व ANYA DESON MEIN EXPORT KARTA है और हमारे NETA ISE BAND नहीं करना CHAHTE KYONKI IS SE
KASAI BEROJGAR HOJAYEGE UNKE MAULIK ADHIKAR KA HANAN HAI; BAHUT ACHA NETA JI CHORI DAKAITI PE भी LAGAAM नहीं
LAGNA CHAHIYE KYON की
IS SE LAKHO CHOR BEROJGAR HO JAYENGE PHIR UNKE MAULIK ADHIKAAR KA TO...........;
IS PE KYA BATAU ISTITHI BAHUT JYADA KHARAB है; SWADESHI!!!!!!!!!!!!!! CHI CHI, HUM OLD FASHION THODE है की
SWADESHI- SWADESHI KARTE PHIRE;
CHACHA JAAN AMERICA MEIN BAKAYADA "BUY AMERICAN ACT है" KANOON SWADESHI KO SUPPORT KARTA है;
 --- HAAN AMERICA KARTA है TAB HUM भी KARENGE;
HAAI RE GULAM MANSIKTA; AMERICA MATLAB BEST CHAHE ZEHER HEEN KYON NA HO;

AGAR AJADI के ITNE WARSH GUJAR JANE के BAAD भी HUM गाँधी JEE के UN SAPNO PURA नहीं कर SAKTE JO UNHONE TAB DEKHE थे
JAB भारत GULAM था तो DHIKAAR है HUM पर; DHIKAAR है UN LOGON पर JO गाँधी JEE के
JANMDIWAS के NAAM पर UNKI SAMADHI STHAL पर PHUL CHADHATE है ;
KHAIR KOI BAAT नहीं ; IN KAALE ANGREJO SE भारत KO AJADI MILEGI,
YE SAB HOGA, BILKUL HOGA;
JAB MANMOHAN JAISA AADMI DESH के SAMPATTI KO WORLD BANK के PAS GIRWI RAKH रहा HOGA और
APNE BHASAN MEIN YE TARK DE रहा HOGA की AAJ भी हमारे DESH के HAALAT 1991(GLOBALISATION "AMERICANISATION")
और 2012(FDI) JAISE HAIN(प्रधानमंत्री NE MAANA है की "AAJ हमारे DESH की HALAT 1991 JAISI है अभी APNE
 PICHLE BHASAN MEIN ISLIYE FDI-------------
AISA LAGTA है JAISE भारत के ECONOMY KO BLOOD CANCER HO BAAR BAAR KHOON BADALWANA PADTA है ---
KABHI WORLD BANK तो KABHI FDI पर DUSRE के KHOON पर AADMI JINDA नहीं RAH SAKTA JAB TAK US AADMI KA
 SARIR SWAYAM KHUN NA BANANE LAGE) JAB "CANTABILL और PAN AMERICA "
के KAPDE KAI DOLLARON MEIN HONGE और RUPAYE MEIN ISI TARAK KA GIRAWAT JARI RAHEGA
JAB HUM USKE JEANS KO KHARID नहीं PAYENGE और HAMARE PAS TAN DHAKNE के KAPDE नहीं HONGEतो
PHIR CHARKA CHALEGA PHIR SUT KATEGA और PHIR PUNAH खादी HEEN BIKEGA और
AISA HOGA NISCHIT HOGA; KYUN की हमारे BHUT MEIN AISA HUA है और KAI DESHON के SAATH JO HO रहा है WO हमारे SAATH भी HOGA;



No comments:

Post a Comment